Qabool hai mjhe meri maut,
apni maa ki maut se pehle
Mjhe chalna sikhaya,
bolna sikhaya meri maa ne sub se pehle
Mujhe apne dil me basaya
meri maa ne sub se pehle
Es liye nahi chahiye kisi ka 7 meri maa k 7 se pehle
Sub kch dia hai mery "KHUDA" ne mery mangne se pehle
Bus meri ek dua hai main apni maa ki khub khidmat karon
apni maut se pehle
"ALLAH PAK" HUM
sub ki Maaon ki umer daraz farma.
Aameem.*