Yaa ALLAH.....
jo meray muqaddar mein nahi likha, us ki koshish aur tamanna mein mujhy mubtala na karna,
aur jo taqdeer mein likh diya hy, usay asan bana daina
Yaa ALLAH.....
Mujhy us kam k liye fursat dena, jis kam k liye tu ny mujhy paida kiya
Aur us kam mein masroof na honay dena, jiski zimy-daari tu ny khud ly rakhi hy
Yaa ALLAH.....
Har haal mein shukar karny ki taufeeq ata farmana, Aur eeman py zindagi aur eeman py mout ata farmana.
(Aameen)